Like us on Facebook

Sunday 7 June 2015

JUDAA LYRICS - Arijit Singh | Ishqedarriyaan Movie Song

Aansuon ne nazar mein jagah banayi Zindagi ka hissa bani tanhaai Aansuon ne nazar mein jagah banayi Zindagi ka hissa bani tanhaai Poori hoke bhi poori na ho saki duaa Tujhse judaa judaa huaa main judaa hua Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3) Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya Kareeb se guzar gaya Kyun mujhko tanha kar gaya Khaali khaali dil mein ek dard aisa bhar gaya Jiski kehte hain duniya mein koi nahi dawaa.. Tujhse juda juda huaa, main juda huaa Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3) Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Bewajah safar mein tha Pal do pal nazar mein tha Khamakha bhatak gaya Accha bhala dil ghar mein tha Kaise bin tere hogi ye zindagi bataa Tujhse juda juda huaa, main juda huaa Mujhse khafa khafa yahan mera Khuda hua (x3)

No comments:

Post a Comment