Like us on Facebook

Showing posts with label Birthday. Show all posts
Showing posts with label Birthday. Show all posts

Monday, 20 August 2012

Farz

Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you Baar baar din ye aaye, baar baar dil ye gaaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you Beqaraar hoke daaman, thaam lun main kiska - 2 Kya misaal dun main teri,naam lun main kiska Nahin, nahin, aisa haseen, koyi nahin hai Jis pe ye nazar ruk jaaye,be-misaal jo keh laaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you auron ki tarha kuchh main bhi, tohfa leke aata Main teri haseen mehfil mein, phool leke aata Jinhe kaha usse chaaha, phoolo ki zaroorat Jo pahar khud keh laaye, har kali ka dil dhadhkaaye Tu jiye hazaaron saal, ye meri hai aarzoo Happy Birthday to you - 2 Happy Birthday to you, Sunita, Happy Birthday to you

Andaaz

dadir dara, dir dara, dadir dara - 2 (meri ladli ri meri ladli ri bani hain taaron ki tu raani ) - 2 neel gagan par baadal dole, dole har ek taara dadir dara, dir dara, dadir dara chaand ke andar budhiya dole dadir dara - 3 dadir da chaand ke andar budhiya dole thumak thumak dil dara meri ladli ri, meri ladli ri bani hain taaron ki tu raani - 2 kamla gaye, bimla gaye, gaye punwa saara dadir dara, dir dara, dadir dara ghoonghat kadh ke, gudiya naache dadir dara - 3 dadir da ghoonghat kadh ke, gudiya naache jhoomey re gudda pyaara meri ladli ri meri ladli ri bani hain taaron ki tu raani - 2 batlar naache, baira naache, naache moti aaya dadir dara, dir dara, dadir dara kaale sahab ka, topa naache dadir dara - 3 dadir da kaale sahab ka topa naache gori mem ka saaya (meri ladli ri, meri ladli ri bani hain taaron ki tu raani ) - 2

Ab delhi dur nahi

chun chun karati aai chidiya daal ka daana laai chidiya mor bhi aaya, kauva bhi aaya, chuuha bhi aaya, bandar bhi aaya, (khaun, khaun, khaun khaun khaun) chun chun karati aai chidiyaa bhookh lage to chidiya raani moong ki daal pakaaegi, (daal pakaaegi \- 2) kauva roti laaega, laake use khilaaega mor bhi aaya, kauva bhi aaya, chuuha bhi aaya, bandar bhi aaya, (khaun, khaun, khaun khaun khaun) chun chun karati aai chidiyaa chalate chalate milega bhaaloo ham bolenge naacho kaaloo, (naacho kaaloo\- 2) munna dhol bajaaega, bhaaloo naach dikhaaega mor bhi aaya, kauva bhi aaya, chuuha bhi aaya, bandar bhi aaya, (khaun, khaun, khaun khaun khaun) chun chun karati aai chidiyaa saath hamaare chale baraati main to hoon munne ka haathi, munne ka haathi siidhe dilli jaaoonga teri dulhaniya laaoonga mor bhi aaya, kauva bhi aaya, chuuha bhi aaya, bandar bhi aaya, (khaun, khaun, khaun khaun khaun) chun chun karati aai chidiyaa

O nanhe se of Ek Phool do maali

--MALE-- (O nanhe se farishte, tujhse yeh kaisa naata Kaise yeh dil ke rishte) - 2 O nanhe se farishte Happy birthday to you --CHORUS-- Happy birthday to you, happy birthday to you --MALE-- Tujhe dekhne ko tarse kyoon har ghadi nigaahein - 2 Bechain si rehti hai tere liye yeh baahein Mujhe khud pata nahin hai mujhe tujhse pyaar kyoon hai O nanhe se farishte, tujhse yeh kaisa naata Kaise yeh dil ke rishte O nanhe se farishte --CHORUS-- Happy birthday to you --MALE-- Happy birthday to you --CHORUS-- Happy birthday to you --MALE-- Naazook sa phool hai tu kisi aur ke chaman ka - 2 Khushboo se teri mahekekyoon baag mere man ka Meri zindagi mein chhaayitujhse bahaar kyoon hai O nanhe se farishte, tujhse yeh kaisa naata Kaise yeh dil ke rishte O nanhe se farishte --CHORUS-- Happy birthday to you --MALE-- Happy birthday to you --CHORUS-- Happy birthday to you --MALE-- Tu kuch nahin hai mera, phir bhi yeh tadap kaisi Tujhe dekhte hi khoon mein uthti hai kyoon laher si Har waqt mujhko rehta tera intezaar kyoon hai O nanhe se farishte, tujhse yeh kaisa naata Kaise yeh dil ke rishte O nanhe se farishte Happy birthday to you, happy birthday to you - 2