Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Kabhi yaadon mein aaun
Kabhi khwabon mein aaun
Teri palkon ke saaye
Mein aakar jhilmilau
Main wo khushbu nahi jo
Hawa mein kho jaun
Hawa bhi chal rahi hai
Magar tu hi nahi hai
Fiza rangeen bani hai
Kahani keh rahi hai
Mujhe jitna bhulaao
Main utna yaad aau
