Like us on Facebook

Tuesday, 11 August 2015

Char Shanivar All Is Well

Following is the lyrics of 'Chaar Shanivar' song from hindi movie 'All is Well'.
Song : Chaar Shanivar
Movie: All is Well
Singer(s): Vishal Dadlani, Armaan Malik
Music By: Amaal Mallik
Lyricist(s): Shabbir Ahmed
Chaar Shanivar Lyrics from All is Well
(Roole saare break karo jo kabhi na kiya vo karo Party karane ka mood bane toh weekend ka na wait karo) - 2
Aree common ye sab ke vichar humein chahiye Hafte mein chaar shanivaar hone chahiye - 2

Saturday Night Bangistan

Following is the lyrics of 'Saturday Night' song from hindi movie 'Bangistan'.
Song : Saturday Night
Movie: Bangistan
Singer(s): Aditi Singh Sharma, Benny Dayal, Neeraj Shridhar, Janusz KruciƄski
Music By: Ram Sampath
Lyricist(s): Puneet Krishna
Saturday Night Lyrics from Bangistan
Khatam ho saari life ki fight Hangover pe hai sab ka right Saturday night full tight
Jara si masti nasha jara sa Khatam ho saari life ki fight
Hangover pe hai sab ka right Saturday night full tight
Paaru se devdaas tak logic se bakwas tak Monday se friday tak normal se dryday tak Boring se jakaas tak serious se bindaas tak Life kyun ho black and white
Jara si masti nasha jara sa Khatam ho saari life ki fight Hangover pe hai sab ka right Saturday night full tight
Waanabe se cool take instein se fool tak Fear se fitoor tak meby se jaroor tak Raaste se manjoor tak lonely se mehfil tak Jaane bhi long long life Jara si masti nasha jara sa Khatam ho saari life ki fight Hangover pe hai sab ka right Saturday night full tight
Cycle se waltube tak morden se retro tak Glumy se gliter tak chutti se twitter tak Uncle se aunty tak portage se selfi tak Pakdo armano ki flight Saturday night
(Jara si masti nasha jara sa Khatam ho saari life ki fight Hangover pe hai sab ka right Saturday night full tight) - 2

Rangbatti MTV Coke Studio

Following is the lyrics of 'Rangabati' song from hindi movie 'Coke Studio at MTV'.
Song : Rangabati Movie: Coke Studio at MTV
Singer(s): Sona Mohapatra, Rituraj Mohanty
Music By: Ram Sampath
Rangabati Lyrics from Coke Studio at MTV
Ho rangabati re rangabati Ho rangabati...rangabati
Eh rangabati...rangabati Ho rangabati...rangabati Rangabati rangabati konokolata
Hasi pade koholo kotha - 2 Go laaje...laaje... Hoi go laaje laaje Laaje laaje.... Laje laje noi jauche motha go Naikara naikara atha....2
Sopono rojo sopono Ranir tale suta maley helaata guthan Rangabati rangabati..... Eh akhin asichi jete saparnar
He jibar dhana jibor jibono Gola ratano re...hey... Maney mali moho konoho...
Maney mali moho konok Maney mali moho konok Aha mor dhono..kere milono Chana chana hesi mono ...hey Kere milana....aha milono chana chana hesi mono
Dihi kandi golo sango sarisa - 2 Tuhu tuhu mani kahi suru ta Ho rangabati re rangabati Ho rangabati...rangabati Eh rangabati...rangabati Ho rangabati...rangabati Rangabati rangabati konokolata Hasi pade koholo kotha...2
Rap... (Laje laje loi jauche motha go Naikara naikara atha)....2
Rap... Vande utkal janani - 2 Chaaru haa samayee chaaru bha samayee - 2 Janani janani janani Vande utkal janani - 2 Putha payadhii bidhoyta saraira Taal tamala sujavita tira
Subhra tatini kula seekhara samira Bande utkal janani...

Wednesday, 29 July 2015

Maharashtra ke raajyapaal si vidyaasaagar Rao ne 1993 ke Mumbai visfoton ke doshi yaakoob meman ki daya yaachika ko Budhvaar ko samvidhaan ke anuchhed 161 ke tahat khaarij kar diya aur is tarah uske faansi se bachane ki ummeed khatm ho gayi. Rajbhavan ke ek pravakta dvaara jaari vigyapti ke anusaar, ''Raajyapaal ne samvidhaan ke anuchhed 161 ke tahat yaakoob meman ki daya yaachika ko khaarij kar diya. '' anuchhed 161 kisi kaanoon ke khilaaf kisi aparaadh ke doshi vyakti ki saja ko maaf karne, raahat dene ya kshamaadaan dene ya usaki saja ko nilambit karne, kam karne ya halki saja mein tabdeel karne ke adhikaaron se sambandhit hai. Meman ne 21 July ko uchchatam nyaayaalaya dvaara usaki upachaaraatmak yaachika ko khaarij kiye jaane ke kuchh hi ghante baad yaachika raajyapaal ke samaksh daakhil ki thi. Aaj raajyapaal ka faisala sheersh adaalat dvaara meman ki us yaachika ko khaarij kiye jaane ke tatkaal baad aaya jismein usane kal use di jaane waali faansi ki saja par rok lagaane ki maang ki thi. Is saal April mein ek taada adaalat ne meman ko Nagpur keindreeya jail mein faansi dene ke liye 30 July ki taareekh tay ki thi jahaan vah band hai. Meman ki faansi par rok lagaane ki usaki yaachika par uchchatam nyaayaalaya ki do nyaayaadheeshon ki ek peeth mein mat vibhaajan ke baad faisale ke liye uchchatam nyaayaalaya ne kal teen nyaayaadheeshon ki peeth banaai thi aur sheersh adaalat ki is vruhad peeth ne aaj yaakoob ki yaachika khaarij kar di. Ghatnaakram par pratikriya dete hue mukhyamantri Devendra fadanavees ne kaha ki kaanoon apna kaam karega aur janta ko sanyam baratana chaahiye. Fadanavees ne vidhaan bhavan mein samvaadadaataaon se kaha, ''Kaanoon apna kaam karega. Main sabhi se sanyam baratne ki appeal karta hoon. '' Mumbai (tatkaaleen Mumbai) mein 12 March, 1993 ko saajish ke tahat 12 visfot kiye gaye the jinmein 257 log maare gaye aur 700 se jyaada log ghaayal ho gaye the.